Friday, September 01, 2006

Shama Mein wo Dum kahan jo parvane main hai,
Maja jalne main nahi jal-jal kar mar jane main hai...

Sab kuch maag liya magkar khuda se pakar tujhe..
Uthte nahi mere haath is dua ke baad aur..

Hum tum Ek dil ek jaan ban gaye
Tanha chale the chalte-2 chalte karvan ban gaye...

Aaj wahi sham wahi tanhai hai..
humse milne teri yaad chali aayi hai..
kis kisse kahein teri bewafai ka sabab hum...
tu khush rahe sada, bus ye hi chah hamari hai...

0 Comments:

Post a Comment

<< Home